Hamalah - chaar

abar kay hathoon main rehraway hawa kay wastay
taziyanaa day diya barqay taray kohsaar nay
ay hamala koi bazi gah hay tu bhi, jisay
dastay qudrat nay banaya hay anasir kay liye

hy kiya fartay tarb main jhoomta jata hy abar
feelay bay-zanjeer ki tarha urr jata hay abar