door say hi ummeed ko tarsata hoon
kisi basti say jo khamoosh guzar jata hoon
sayr karta huwa jis dam labay ju aata hoon
baliyaan neher ko gardaab ki pehnata hoon
sabzaye mazra-ay nokhyz ki ummeed hoon mein
zaak beher hoon, parwardaye khursheed hoon mein